Source (Google.com.pk)
Buzurgon Ke Hath Paon Chomna Islamic SMS
@01
Q. Buzurgo Ke Haath, Paun Choomna Kesa He?
A. Ibn e Umar Aur Deegar Sahaba RadiyALLAHu Anhum Ne Farmaya Ke Hum Ne Nabi Paak Alehissalam Ke Haath Choomey
(Ibn e Maaja J#2 P#404, H#1498)
(Abu Daud J#3 P#640, H#1782)
Malum Hua Ke Buzurgo Ke Hath Choomna Jaaiz Bulke Sunnat e Sahaba He
@02
Ummay Abaanbint e Waazei bin Zaarei
Apny Dada Zaarei bin Aamir jo Wafd e Abdul Qais k sath Aap(SUAL-LAL-LAAHU ALAIHI WA-AALIHI WASALLAM)ki Bargah me Hazir hoay thy,
se Rivaayat karti hain k Unho ne bayan kara:
"Jab hum Madinah gae to Apni Suwaariyoun se Jaldi Jaldi utray or RASOOL'ULLAH(SUAL-LAL-LAAHU ALAIHI WA-AALIHI WASALLAM)k Haath or Paun (Mubarak) ko Boosa denay lagay".
1) Sunan Abou Dawood,Kitaab ul Adab,Jild: 4,Page: 357,Hadees: 5225,Matbooa: Daarul Kutub Ilmiyah, Berut.
2) Tareekh ul Kabeer,Jild: 4,Page: 447,Hadees: 1493,Matbooa: Daarul Fikar, Berut.
Isi Hadees e Pak k mazeed 12 or hawalay hain.
Note:SUBHAAN ALLAH.Kitnay Khushnaseeb hain wo Sahaba jin ho ne DOO JAHAN K RASOOL (ALAIHIS SALAAM) k Hath, Paun Mubarak ko Chooma.
@03
BABA FAREED.u.DEEN Rehmatullah Ta'aala Alaihe Farmatay Hen,
"Qiyamat k Din Bohat Saaray Gunah Gaar Buzorgane Deen Rahemahomullah Ki Dast Bosi Ki Barkat Say Bakhshay Jaye Gay Aur Dozakh k Azaab Say Najat Hasil Karen Gay".
(ISRARE AULIYA MA'AA HASHT BAHISHT, SAFHA NO,113)

No comments:
Post a Comment