Source(Google.com.pk(
Barzakh Islamic SMS
Barzakh@01
DUNYA OR AKHIRAT K Darmiyan Aane Wale Waqfe Ko Kaha Jata He Yeh Mout K Waqt Se Youm E Qayamat Tuk Ka Waqfa He , Insan Jaise He Wafat Pata He , "AALAM E BARZAKH" Me Chala Jata He.
(Al Jamiu Liahkamil Quran Jild 6 Pg 113)
Barzakh@02
AQEEDAH:Jub Insan Ki Mout Ka Waqt Kareb Ata He,To Asman Se Farishte Nazil Hote Heyn Or Jahan Tuk Nazar Jati He Wahan Tuk Insan Ko Nazar Ate Or Hazrat Izrail Alaihis Salam Rooh Qabz Karte Hyn.
(Musnad E Ahmed Bin Hanbal)
Is Waqt K Ane K Bad Kisi Ka Eman Lana Qubul Nai.
(Tafsir E Tabri Jild 11 Pg 83)
Barzakh@03
AQEEDAH : Jub Insan Ki MOUT Ka Waqt Ata He , To Ek Lamha Bhi Takheer (late) Nahi Hoti Or Na He Waqt Se Pehle MOUT Ati He.
(Tafseer E Khazin Jild 3 Pg 128)
Barzakh@04
AQEEDAH : Marne K Bad Insan Ki Rooh Jahan B Ho , Us Ka Ta'alluq Jisam Se Rehta He Or ALLAH TA'ALA Murday Me Esi Hayat Takhleeq Farmata He Jis Se Woh Azab K Dard Or Naimaton Ki Lazzat Ko Mahsus Krta He.
(Manhur Raodil Azhar Pg 100-101)
Barzakh@05
AQEEDAH : Rooh Ka Ek Jisam Se Dusre Jisam Me Dakhil Hone Ka Nazriya Rakhne Wala Ulema K Nazdek Kafir He.
(Mulakkhas Az Nibraas Pg 213)

No comments:
Post a Comment