Source(Google.com.pk)
Alahazrat Kehna Islamic SMS
@1
Salf sy Khalf tak Ummat k Mashaheer hazraat ko jin Alqabat
sy B mosum kia gaya inka Taqabul in k sirf Muaasireen sy tha.
kisi ny B Imam e Aazem k lafz sy ye nhi samjha k iney
Imam e Aazem, Huzur ya Sahaba k muqabley may bola ja raha hy.
Ye dilon k nifaq ki karigeeri hy k bajaey is k, k
ap hazraat Salf ki riwayaat aur Urf k mutabiq
Aalahezrat k lafz k mafhum ko un k muaasireen tak
mehdud samajhtay, zabardasti kheench tan k is lefz k
itlaq ka daira Ehd e Risalet tak wasee kr dia ta k agar
che mafhum k aitibar sy ye lafz Tanqees e shan ka hamil
na bhi ho taqabul ki raah sy tanqees k maana paida kr diye jaen
@2
May ap sy puchta hun
Marsia Rashid Ahmed Gangohi
Murattab Mehmudul Hasan
Sar e werq py Gangohi sahb ko Makhdumul kul aur Mutaul Aalam
Yani sb k makhdum or saarey Aalam k Muta w Muqtada likha
Aalahazret ka lafz apnay waz'aee maana k aitibar sy
daira e itlaq ki wus'at ka sirey sy koi mafhum he nhi rakhta
Jab k Mojiba kulya ka sor honey ki hesiyet sy lafz e KUL
k waz'aee or istilahi maana he ye hain k is k dairay sy
Nasl e insani ka aik fard B kharij na ho
@3
Tazkiratur Rashidiya
Musannif Molwi Aashiq Ilahi Meerthi
Jild#2
Apnay khanwaday k Murshid Haji Imdadullah Muhajir Makki ko
Page237 py 4 jagah
Page238 py 4 jagah
Page239 py 1 jagah
Page241 py 2 jagah
AALAHAZRAT likha
Khud Gangohi ny
Isi kitab ki jild #1
page #128 py apnay Peer ko 2 jagah AALAHAZRAT likha
@4
Shar feali thanwi ny
Isi kitab may
Page#130,132&136 py
3 jgah apnay peer ko
AALAHAZRAT likha
Tuhfatul Qadyan
Musannif Molwi Saifullah
Matbua Dewband
Page#9 py likha
"BA HUKM E SAYYEDI W MAOLAEE QUTB E
RABBANI HAKIMUL UMMAT AALAHAZRAT QARI TAYYAB SAHB MUDIR
DARUL ULUM DEWBAND"
ilawa azeen ap ko mulahiza karnay hon to buhat sy
Salar e Aazem, Quaid e Aazem, Aalim e bey Badal,
Muballig e Aazam etc apko dikha sakta hun
Magar Salf ki Riwayaat
Or Urf k Mutabiq

No comments:
Post a Comment