Thursday, 24 January 2013

Aetkaf Ki Baharain

Source(Google.com.pk)
Aetkaf Ki Baharain Islamic SMS

/AITIKAF KI BAHAREN/
sMs#1
Aitkaf Ki Taref>
"Masjd Mn Allah Ki Rza Ke Lye BaNiyt-e-Aitkaf Rukna Aitkaf hy"
Is Ke Lye Muslman Ka Aqil Or Jnabt Or Haiz.O.Nifas Se Pak Hona Shrt hy.
Baligh Hona Shrt Nhe,NaBaligh Jo Tmez Rkhta Ho Agr wo BaNiyt.e.Aitkaf Masjd Mn Ruke To Us Ka
Aitkaf Sahi Hy.<Alamgeri,J1,P112>

/Aitkaf Ki Baharen/
sMs#2
Aitkaf Ki 3Aqsam hn;
1=Aitkaf.e.Wajib
2=Aitkaf.e.Sunat
3=Aitkaf.e.Nfal
AITKAF.e.WAJIB=Aitkaf ki Nzr mani yani zban se kaha "Mn Allah ke lye fulan din ka Aitkaf krun ga"to ab
jtne bi din ka kaha utne din ka WAJiB ho Gia(Nzr ke Alfaz Zban se Ada krn)
{RADDUL MUKHTAR, J3}
c0nti..

/AITKAF KI BAHAREN/
sMs#3
c0nti..
Aitkaf.e.Sunat=Rmzan Ke Akhri Ashra Ka Aitkaf "Sunat.E.Mokda Alal KIFAYAH"hy,Yani Agr Pure CITY
Mn Koe 1 Kr Le To Sb Ki Trf Se Ada Ho Gia 0r Agr k0e 1 Bi Na Kre To Sb Mujrm Hue.
Is Aitkaf Mn Ye Lazmi Hy Ke 20Rmzan Ko GrOBe_Aftab Se Qbal Msjd Mn Mojud ho.(Bahare_Shriat/5)

/Aitkaf Ki Baharen/
sMs#4
Aitkaf.e.Nafal=Nzr 0r SuNte Mokda ke Swa jo Aitkaf Krn wo Mustkhb O SuNtE Gair Mokda hy{Bahare
Shariat/5} Is ke lye R0ZA SHART NHE.

/Aitkaf Ki Baharen/
sMs#5
Hadees
"Js Ne Rmzan Mn(10 Din)Ka Aitkaf Kr Lia Wo Aisa Hy Jaise us ne 2 Hajj aur 2 Umre kiye"
(SHOB UL EMAN V3)
~Bagh-€-Attar~

/Aitikaf Ki Baharen/
sMs#8
"20 Ramzan Ko Suraj Dubte WaQt ÅiTiKåf Ki Niyat Se Masjid me ho
Or
30we ko Ghurob Aftab k Bad
Ya
29we ko Chand Nikalne K Bad Nikle"
"ÅiTiKåf Krne Wala Dunia ki Bat Na Kre
Quran Parhe
Hades Parhe
Durod Parhe
Or
Elm_E_Deen me MashGol Rahe"
{Fatawa Alam'GIRI
J#1
P#197'198}

/Aitikaf Ki Baharen/
sMs#9
Moa'takif k Liye MasJid Me
>Khana-Pina,
>Sona,
>Letna Bethna,
>Aram krna,
>Zarurt k Tehat Libaas TabdeeL krna,
>Khoushbo Lagana,
>Sir Or Darhi Me TaiL Lagana,
>Kanghi krna,
JAIZ hai"
{-Shami J#4 P#855}

/Aitikaf Ki Baharen/
sMs#10
HuzO0r Né Puré Rmzan Ka B Aitikaf Frmaya.{MusliM J1 P380}
=
Aitikaf Krne Wala Gunahon Se aise Bcha Rhta Hy ke
Is k lye Tmam Nekiyan Likhi Jati Hn.{Ibne Maja J2 P365}
=

1 Dfa Safar Ki Wja Se Huzor Ka AiTiKAF Reh Gia To Agle Rmzan 20 Din Ka AiTiKAF Frmaya.{Tirmzi
J2 P212}

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...