Thursday, 24 January 2013

Angoothe Choomye

Source(Google.com.pk)
Angoothe Choomye Islamic SMS

@01

Q.Kya Angoothe Choomna Bid'at He?

A.
Hazrat Abubakar ne Azaan Me Sarkar Alehissalam Ka Name Sun Kar Apne Angootho Ko Choom Kr Aankho Par Phera
Is Par Sarkar Ne Farmaya
"Jo Tumhari Tarah Karey ALLAH Uske Tamam Gunaah Muaf Farmaye Ga"
(Roohul Bayan J#4, P#648)
Ek Riwayat Me Sarkar Ki Shafa'at Ka Zikar He
(Mozu'aat e Kabir, Maqasid e Hasana P#384)

Mulla Ali Qari:
Agar Is Hadis Ka Rafa Siddique Akbar Tak Sabit,
To Amal K Lye Kaafi He

Angoothe Choomye
@02

Fiqah e Hanafi Ki Mo'tabar Kitabon Me Sarkar Ke Ism e Girami "Muhammad" (Sallallahu Alaihi Wasallam) Par Angootha Aankhon Se Lagane Aur Choomney Ko Jaaiz Aur Mustahab Likha Hey

>Sharah Wiqaya

>Raddul Mukhtar
Sharah Durr e Mukhtar
V1 Babul Azaan P#267

>Tahtawi Ali MuraqilFalah

Angoothe Choomye
@03

~Lab Pe Ajata He Jab Naam e Janab
Mun Me Gul Jata He Shehd e Nayab~

~Wajd Me Hoke Hum Aye Jaan Betab
Apne Lab Choom Lya Karte Hen~

Angoothe Choomye
@04

#Bid'at Kehne Walo Se Suwal#

Q1> Kya Angoothey Choomna Bid'at He?

Q2> Koi Muhaddis/Mufassir Anghoota Choomney Ki Riwayat Likhta Hey To Uske Lye Kya Hukum Neez Uske Baqya Ilmi Kaam Ka Kya Aetbaar?

Q3> Kisi Nabi Se Ye Feal Saabit Hojaye To?

Q4> Agar Anghootha Choomna Bid'at Hey To Ye Bhi Bata Den Ke Jisam Ka Koun Koun Sa Hissa Choomna Bid'at Ya Mutlaqan Choomna Hi Bid'at He
Aur Kis Kis Ko Choomna Jaiz Aur Is Istisna Ki Koi Daleel?

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...