Thursday 24 January 2013

Ala Hazrat Aur Radd-e-Biddat

Source(Google.com.pk)
Ala Hazrat Aur Radd-e-Biddat Islamic SMS

% AALA HZRT OR RAD E BID'AT %
# 01.
Aala Hzrt Or Aam Sunni Musalmano Ko Bina Tehqeeq
"BID'ATI"
Kehne Wale Twajja Se Parhn.
Iman Wala Kabhi Iman Wale Ko Bina Tehqeeq
Btor E Bad Gumani
"BID'ATI"
Nahn Kehta.
ALLAH Frmata He.
"A Iman Walo!
Boht Se Gumano Se Bacho,
Beshak Baz Guman Gunah Hojate Hn"
(SURAH HUJRAAT
AAYAT #12)
MAFHOOM E HADEES!
"(Bure) Guman Se Door Raho K
(Bura Guman Sbse Barh Kr Jhuti Bat He"
BUKHARI
JILD 3
PAGE 117
HADEES 6066

% AALA HZRT OR RAD E BID'AT %
# 02.
Mazar Ka Tawaaf Ba Niyat E Tazeem Naja'iz He.
Tawaaf Sirf Kaabe K Lye Makhsoos He.
(Mazaar Shareef Ko)
Bosa Daine Se Bachna Chahiye
Ulma Ka Is Mas'ale Me Ikhtelaf He.
Aastana Bosi Or Aankhon Se Lagana Ja'iz He
FATAWA E RIZWIA
JILD 4
PAGE 8
NOTE.
Aala Hzrt Ne Mazar Shareef K Tawaf Ko Naja'iz
Or
Unko Bosa Daine Se Mna Frmaya,
Lehaza In Masa'il Me Aala Hzrt Ko
"BID'ATI"
Kehne Wale
Gunahgar
Or
Jhute Hn.

% AALA HZRT OR RAD E BIDIAT %
# 04
Roza E Anwar Ka Na Twaaf Kro Na Sajda.
Na Itna Jhuko K Ruku K Brabar Ho.
Hzur Alaihe Slam Ki Tazeem Unki Ata'at Me He.
NOTE.
Aala Hzrt Or Unke Chahne Wale Sahi Ul Aqeeda Sunni Musalmano Ko Bina Tehqeeq
Qabar Pujari O Bid'ati Keh Kr Deegar Musalmano K Dilon Me Unke Lye Bad Gumani Ka Beej Bone Walo
Hoshyar Hojao K Tmne Apne Lye Gunah Kama Lya He.
Or
Jhoot Bol Kr ALLAH Ki Lanat K Mustahiq Ho Gae Ho.
Fatawa razvia jid 10 page 769

% AALA HZRT OR RAD E BID'AT %
# 05
Aala Hzrt Frmate Hn!
"Mazaar Pr Jb Chadar Mojood Ho,
Khrab Na Hui Ho,
Badalne Ki Hajat Nahn To Chadar Charhana Fuzool He.
Balke Jo Daam Isme Sarf Krn,
ALLAH K Wali Ko Esal E Swab Krne K Lye Ksi Mohtaj Ko Dain.
AHKAAM E SHARIYAT
JILD 1
PAGE 42
NOTE.
Btao DEO Bandi Najdi Wahabiyo
Aala Hzrt K Is Ftwe Me
"BID'AT"
Kahan He?

% AALA HZRT OR RAD E BID'AT %
# 06.
Urs Me Aatish Bazi Or Niaz Ka Khana Lutana Hraam.
Aatish Bazi Israf He Or Israf Hraam He.

Khane Ka Lutana Be Adbi He
Or
Be Adbi Mehroomi He.
Maal Ka Israf He
Roshni Agr Mas'ala E Shariya Se Khali Ho To Wo Bhi Israf He
FATAWA E RIZWIA
JILD 24
PAGE 112
NOTE.
In Masa'il Me Aala Hzrt Ko
"BID'ATI"
Kehne Walo
Tm Bad Gumani Or Bohtan Trazi Se Bacho.
Take Tm Gunah
Or
Jhoot Bol Kr ALLAH Ki Lanat Se Bach Sako.

% AALA HZRT OR RAD E BID'AT %
# 07
Aala Hzrt Alaihe Rehma
"BID'AT"
Ka Rad Krte Hue Frmate Hn.
Randiyon Ka Nach Be Shak Hraam He
Urson Me Be Qaid Jahilon Ne Ye Ma'asiyat Phelai He.
FATAWA E RIZWIA
JILD 29
PAGE 92
NOTE.
Mazarat Pr Jtne Gair Sharai Kam Ho Rahe Hn
Unse Sunnio Ka Koi Wasta Nahn

08

9

% AALA HZRT OR RAD E BID'AT %
# 010
Jandar Ki Tasweeren Bnana Khuwah Hath Se Ho
Ya
Aksi Sb Hraam Hn.
Or
Ma'abudaan E Kuffar Ki Tasweeren Bnana Sakht Hraam Hn.
In Sb Logo Ko Imam Bnana Gunah He.
Or
Inke Peeche Nmaz Makruh E Tehreemi Qareeb Ul Hraam He.
FATAWA E RIZWIA
JILD 3
PAGE 190

11

% AALA HZRT OR RAD E BID'AT %
# 012
Taziyon Ko Bid'at Frmate Hue Aala Hzrt Frmate Hn.
"Farzi Mazaar
(Yani Tazia)
Bnana
Or
Uske Sath Asal Ka Sa Muamla Krna Naja'iz
Or
Bid'at He.
FATAWA E RIZWIA
JILD 9
PAGE 425
NOTE.
Aala Hzrt Bid'aat Ka Shid'dat K Sath Rad Frmaya Krte The.

13

% AALA HZRT OR RAD E BID'AT %
# 014
Apne Dor K Tmam Bare Bare Ulma E Kram Se
Aala Martabat
Aala Hzrt Alaihe Rehma
Tazia
Or
Tamasha Daikhne Walon Ko Rokte Hue Frmate Hn.
"Naja'iz Bat Ka Tmasha Daikhna Bhi Najaiz He,
Js Trah Bandar Nachana.
MALFUZAT E AALA HZRT
PAGE 286

% AALA HZRT OR RAD E BID'AT %
# 015
Ksi Ne Agr Taziye Pr Man'nat Maani To Ye Nazar Batil O Naja'iz He.
FATAWA E RIZWIA
JILD 24
PAGE 501

% AALA HZRT OR RAD E BID'AT %
# 016
Aala Hzrt Alaihe Rehma Frmate Hn,
"But Ka Charhawa
(Yani Parsad)
Gair E Khuda Ki Ibadat He,
Uska Khana Musalmano K Lye Hraam He,
Or
(Musalman)
Taziye Ka Charhawa Bhi Na Khae,
Agr Che Taziya Daari Bhi Hraam He,
Mgr
Musalman K Nazdeek Dono Brabar Nahn.
FATAWA E RIZWIA
JILD 21
PAGE 246
NOTE.
Rasheed Ahmad Ganguhi DEO Bandi Murtad K Nazdeek
Hinduon Ka Parsad Khana Ja'iz He.
ASTAGFIRULLAH

% AALA HAZRT OR RAD E BID'AT %
# 017
SWAL.
Shia Ki Sabeel Se Pani Peena Or Chanda Daina Kaisa He?
JWAB.
Ye Sabeel Shia K Majme K Lye He,
Jo Tabar'ra O Lanat Ka Majma He,
Ye Naja'iz O Gunah He,
Or
Unhn Chanda Daina Gunah He
Or
Unme Shamil Hone Walo Ka Hashar Unke Sath Hoga
FATAWA E RIZWIA
J 21
P 246

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...