Saturday 9 February 2013

Dhakka Tul Imaan

Source(Google.com.pk)
Dhakka Tul Imaan Islamic SMS


Dhakka Tul Imaan
01

Al-Quran;
"Jo ALLAH Aur Uske Rasoolon Ko Nahi Maantey Aur Chahte Hen Ke ALLAH Se Uske Rasoolon Ko Juda Karden Aur Kehte Hen Kisi Par Iman Laiyye Aur Kisi Ke Munkir Hoiyye.
Aur Chahte Hen Ke Imaan O Kufar Ke Beech Men Koi Raah Nikal Len.
Yahi Hen Theek Theek Kaafir.
Aur Hum Ne Kaafiron Ke Lye Zillat Ka Azaab Rakha Hey"
(P#6 Ayat#151)

Dhakka Tul Imaan
02

Al-Quran;
"ALLAH Ki Qasam!
Inho Ne Na Kaha Aur Beshak Zarur Inho Ne Kufar Ki Baat Kahi Aur Islam Mein Aakar Kaafir Hogaye"
(P#10 Ayat#84)

Dhakka Tul Imaan
03

-Khalil Ahmed Deobandi;
-Rasheed Ahmed Gangohi;

"ALLAH Ta'ala Kizb (Jhoot Bolne) Par Qadir Hey"
(MuazALLAH)
(Buraheen e Qaatia P#284)

Dhakka Tul Imaan
04

"Har Makhluq Bara Ho
(Nabi,Farishtey)
Ya Chota,
ALLAH Ki Shaan Ke Aagey Chamaar Se Zyada Zaleel He
(Taqwiyatul Imaan P#12
-Ismail Dehalwi)

Dhakka Tul Imaan
05

"Koi Cheez ALLAH Se Poshida Nhe,
Sab Anbiyah,Auliya
Uske RuBaru Zarra e NaaCheez Se Bi Kamtar Hen"
(Taqwiyatul Imaan P#46
Ismail Dehalwi)

Dhakka Tul Imaan
06

"Jo Koi Nabi,Wali,Imam Ya Kisi Farishte Ko
ALLAH Ki Bargah Me Shafi Maney Wo Mushrik o Jahil Hey"
(Taqwiyatul Imaan P#25
- Ismail Dehalwi)

Dhakka Tul Imaan
07

"Jis Ka Naam Muhmmad
Ya Ali Hey
Wo Kisi Cheez Ka Mukhtaar Nahi"
(Taqwiyatul Imaan P#34
By Ismail Dehalwi Wahabi)

Dhakka Tul Imaan
08

"(Namaz Me) Sheikh Ya Is Jese Kisi Buzurg
Chahey Janab e Risaalat Hi Hon
Bail (Bull) Aur Gadhey Ki Soorat Me Mustagriq
(Kahayaal Karne) Se Zyada Bura Hai..
Huzoor Ke Waswasey Wali Rak'aton Me Haar Ek Rak'at Ke Badley 4 Rak'at Adaa Karey"
(MuazALLAH)
(Siraat e Mustaqeem P#98)

Dhakka Tul Imaan
09

Huzoor Ke Muta'alliq Jhoot Baandha;

"(Huzur Ne Kaha) Me Ek Din Mar Kar Mitti Me Mil Jaunga"
(MuazALLAH)
(Taqwiyatul Imaan P#50)

Dhakka Tul Imaan
10

"Huzoor (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ka Youm e Meelad Manana
Hanood Ke Sang Kanahiyya Ki Wilaadat Ka Din Mananey Ki Tarah Hey
(Buraheen e Qaatia P#148
- Khalil Ambethwi Wahabi)

Ye Apney Fatwey Par Qaaim Na Rahe Sakey Aaj Kal Khud Naat Khuwani Kar Rahey Hen

Dhakka Tul Imaan
11

"Anbiyaah Apni Ummat Se Mumtaz Hotey Hen To Uloom Hi Me Mumtaz Hote Hen,
Baaqi Raha Amal
Is Se Basaa Auqaat Ummati Baraber Hen Bulkey Nabiyoun Se Amal Me Zyada Ho Jaatey Hen"
(Tehzeer Un Naas P#5
- Qasim Nanotvi Deobandi)

Dhakka Tul Imaan
12

"Awaam (Ya'ni Jaahilon) Ke Khayaal Me Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) Sab Me Aakhri Nabi Hen,
Magar Ahle Ilm (Aqal Mandon) Ke Khayaal Me Aakhir Me Aana Kuch Fazeelat Nahi"

"Bilfarz Zamana e Nabwi
Ke Baad Bhi Koi Nabi Paida Ho Jaye To Huzoor Ki Khatmiyet Mey Koi Faraq Na Aaye Ga"

(Tehzeer Un Naas P#3, P#28
- Qasim Nanotvi Deobandi)

Muaz ALLAH

Yaad Rahey!!
Mirza Qadyani Ne Bhi Wahbiyon Ki Isi Ibaarat Ko Bunyaad Banaya Tha

Dhakka Tul Imaan
13

"Huzoor Ka Maazar Gira Deny Ke Laaiq Hey,Agar Me Is Par Qaadir Hogaya
To Gira Dunga"
(Auzah ul Burhaan -
Muhammad Ibn e Abdul Wahab Najdi)

Dhakka Tul Imaan
14

"Meri Laathi Muhammad Se Behtar Hey
Kyun Ke Is Se Saanp Maarne Ka Kaam Lya Jaa Sakta Hey
Aur Muhmmad Mar Gaye In Se Koi Naf'aa Baaqi Na Raha"
(Auzah ul Burhaan,
Qur'an Majeed Ke Galat Tarajim Ki Nishaani)

Muaz ALLAH

Dhakka Tul Imaan
15

Huzoor Ke Ilm e Gaib Ko
Aam Insano, Bachon, Paaglon
Bulke Tamam Janwaron Ke Ilm Sey Tashbeeh Dena
(Hifzul Imaan P#8
- Ashraf Thanwi)

Dhakka Tul Imaan
16

Khalil Ambethwi
Ne Shaitan o Malakul Mout Ka Ilm
Nabi Ke Ilm Sy Zyada Kaha;

"Shaitan Or Malakul Mout Ke Lye
Muheet e Zameen Ki Wus'at e Ilm,
Daleel e Shar'yi Se Sabit
Or Fakhr e Aalam Ke Lye
Is Ilm Ka Sabit Karna SHIRK Hy
(Buraheen e Qatia)

Jabke Rasheed Gangohi
Ne Iski Tasdeeq Ki

Dhakka Tul Imaan
17

Nabi Ke Ta'zeem Sirf Barey Bhai Ki Si Karni Chahye Bulke Us Me Bhi Kami Karni Chahye
(Taqwiyat ul Iman - Ismail Dehalwi)

Muaz ALLAH

Jabke Qur'an Ka Farmaan Hey ;
"Jis Tarah Tum Aapas Me Ek Doosrey Ko Pukaartey Ho Us Tarah Mery Rasool Ko Na Pukaaro"
(Surah Noor Aayt #63)

Dhakka Tul Imaan
18

"Nabi Ko Taagot (Shaitan) Bolna Jaaiz Hey"
(Tafseer Balaagat ul Hairaan P#43)

Muaz ALLAH
Be Gairti Ki Intiha Ho Gayi

Dhakka Tul Imaan
19

Hindu ki Holi,
Deewali,
Soodi Raqam Ka Tohfa,
Hindu Ki Mithaayi Or Sharbat Jaaiz Hey
(Fatawa Rasheediya P#488
- Rasheed Ahmed Gandgohi)

Deobandiyon, Wahabiyon Ka
Hinduon Sey Pyar Dekhye
Jab Ke
Hamara Nazar O Niyaz
Inke Nazdeek Haraam Hey

Dhakka Tul Imaan
20

# Ibn e TAiMiA Ke Baatil Aqaaid #

> Khuda Ki Zaat Makani Hey

> Wo Murakkab Hey

> Wo Is Tarah Muhtaj Hey
Jesey Kull Apne Ajzaa Ka,

> Khuda Jism Rakhta Hey

> Ek Jaga Sey Dusri Jaga Muntaqil Hota Rehta Hey

> Khuda Ka Qadd Arsh Ke Barabar Hey

> Anbiya Gair Ma'soom Hen

> Unka Khuda Ke Nazdeek Koi Martaba Nahi
Islye Unka Waseela Jaiz Nahi

> Unki Ziyarat Ka Safar Safar e Gunaah Hey

Fiqhi Aqaaid:

> Namaz Jaan Boojh Kar Tark Ki Jaye To Qaza Wajib Nahi

> Janaabat Ki Haalat Me Shab Ke Nawaafil Parhe Jaa Sakty Hen

(Fataawa Hadeesiya P#86,87 Egypt)

Kya Sheikhul Islam Aisy Hoty Hen ?

Dhakka Tul Imaan
21

"Lafz Rehmat ul LiL AaLameen,
Rasool (Sallallahu Alaihi Wasallam)
Ki Sifat e Khassa Nahi
Bulkey UnKe Elawa Bhi Deegar Buzurgoun Ko Rehmat ul LiL AaLameen Keh Saktey Hen"
(Fatawa Rasheediya 2/12
- Rasheed Ahmed Gangohi Deobandi)

Dhakka Tul Imaan
22

Qasim Nanotvi Me
Ayyam e Tifli Me Khuwab Dekha;

"Me (Khud) Goya ALLAH Ki Goudh Me
Betha Hua Hun"
(Mushahiraat e Deoband P#30)

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...